Maa
hai resham ki taar,
Jis
se bandha hai sara ghar-dwar,
Jab
tak thi ghar me maa,
Tab
tak jude the sabhi taar!
Bikhar
gaya sara ghar pariwar,
Baath
gaya bhaiyo ka pyar,
Chuth
gaya sabka sath,
Kabhi
jot ha ek pariwar!
Uth
gayi uske aangan me diwar,
Rishte
ban jaate itihaas,
Maa
me thi sambando ko
Jodne
ki taakat,
Yaha-vaha
sara jaha naapa
Usne
apne kadmo se,
Maa
k aanchal se nahi jayada,
Kahi
bhi such or chain!
Vah
mamta ki sheetal chav hai,
Parantu
shakti uski aamba hai,
Chotha
padh jata hai sara shabadhkosh,
Agar
varnan ho maa k
Pyar
kaa!!
Upkaar
kaa!!
Tyaag
kaa!!
Dhairya
kaa!!
Mamta
kaa!!
Poem by-
Poonam Mital…
Beautiful poem!!!! By poonam mittal!!!
ReplyDeleteYou shared it with nice sketch!!! Have you made it????